Wednesday, October 24, 2012

tujhase naaraaj nahee jindagee,


tujhase naaraaj nahee jindagee, hairaan hoo mai
tere maasum sawaalon se pareshaan hoo mai

jine ke liye socha hee nahee, dard sanbhalane honge
muskuraye toh muskurane ke, karj utaarane honge
muskurau kabhee toh lagata hai, jaise hothhon pe karj rakha hai

jindagee tere gam ne hume rishte naye samjhaaye
mile jo hame dhup me mile, chhaanv ke thhande saaye

aaj agar bhar aayee hai, bunde baras jaayegee
kal kya pata inn ke liye, aankhe taras jaayegee
jane kab gum hua kaha khoya, yek aansu chhupa ke rakha tha

jindagee tere ghum ne hame rishte naye samajhaaye
mile jo hame dhup me mile chhaanv ke thande saaye

o tujhase

No comments: