Wednesday, October 24, 2012

jab koi baat bigad jae

jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva tum dena saath mera, o, hamnava tum dena saath mera, o, hamnava ho chandni jab tak raat, deta hai har koi sath tum magar andhero me, na chhodna mera haath ho chandni jab tak raat, deta hai har koi sath tum magar andhero me, na chhodna mera haath jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva tum dena saath mera, o, hamnava vafadari ki vo rasme, nibhaenge ham to kasme ke ek bhi sans zindagi ki, jab tak ho apne basme vafadari ki vo rasme, nibhaenge ham to kasme ke ek bhi sans zindagi ki, jab tak ho apne basme jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva tum dena saath mera, o, hamnava dil ko mere hua yaki, ham pahle bhi mile kahi silsila ye sadiyo ka, koi aaj ki baat nahi dil ko mere hua yaki, ham pahle bhi mile kahi silsila ye sadiyo ka, koi aaj ki baat nahi jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae tum dena saath mera, o, hamnava na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva tum dena saath mera, o, hamnava tum dena saath mera, o, hamnava

No comments: