tujhase naaraaj nahee jindagee, hairaan hoo mai tere maasum sawaalon se pareshaan hoo mai jine ke liye socha hee nahee, dard sanbhalane honge muskuraye toh muskurane ke, karj utaarane honge muskurau kabhee toh lagata hai, jaise hothhon pe karj rakha hai jindagee tere gam ne hume rishte naye samjhaaye mile jo hame dhup me mile, chhaanv ke thhande saaye aaj agar bhar aayee hai, bunde baras jaayegee kal kya pata inn ke liye, aankhe taras jaayegee jane kab gum hua kaha khoya, yek aansu chhupa ke rakha tha jindagee tere ghum ne hame rishte naye samajhaaye mile jo hame dhup me mile chhaanv ke thande saaye o tujhase
Wednesday, October 24, 2012
tujhase naaraaj nahee jindagee,
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment