Chand si mahbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha Chand si mahbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha na kasme hain na rasme hain na shikwe hain na waade hain na kasme hain na rasme hain na shikwe hain na waade hain ek soorat bholi bhali hai do naina seedhe saade hain do naina seedhe saade hain aisa hi roop khayaalon me tha jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha meri khushiyan hi naa baante mere gham bhi sahna chahe meri khushiyan hi naa baante mere gham bhi sahna chahe dekhe na khwaab wo mahlo ke mere dil me rahna chaahe mere dil me rahna chaahe iss duniya me kaun tha aisa jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha Chand si mahbooba ho meri kab aisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha haan tum bilkul waisi ho jaisa maine socha tha
Wednesday, October 24, 2012
Chand si mahbooba ho meri
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment